tumhari yaad bhi ek mehma hai..
na khat, na email, na koi suchna,

tufan si chalti, khusbu si mehkati..
dil ke har kamre mai fail jati hai..

band kar drwaza chal dunga kahi..
abhi sochta hi hu ki ye aa jati hai..

tumhari yaad bhi ek mehma hai..
aati hai to thora hnsa rula jati hai..

jiske tum ho, usko kya kami rhti..
jati bdi muskil se, uhhi aa jati hai..

tumhari yaad bhi ek mehma hai..
na khat, na email, na koi suchna,

ghata ki rang jaise badal jati hai..
aati hai to thora hnsa rula jati hai..

~ : JYOTIBA ASHOK

No comments:

Post a Comment

-- 【 the story of every living dead stone. 】 --

-- 【 the story of every living dead stone. 】 -- At that stage when my colleagues and my cousins ​​try to strengthen the leg.   I was at th...